Kisi ko nazar bhar dekhne ka
kisi ko khwabon mei niharne ka
kisi ko chhune ka
kisi se do pal baat karne ka
EHSAAS hai ARMAANO ka
kisi ko dil mein rakhne ka
kisi ke sparsh ko pane ka
kisi ke humsafar banne ka
kisi per aitbaar karne ka
EHSAAS hai PYAAR ka
kisi ko khoon se sinchne ka
kisi ko loriyaan sunane ka
kisi se MAA kehalwane ka
kisi per matritva lutane ka
EHSAAS hai MAMTA ka, ek MAA ka
kisi per naraaz hone ka
kisi per roothne ka
kisi se bewajah shikayat karne ka
kisi ke naazon ko uthane ka
EHSAAS hai ABHIMAAN ka
kisi ke saamne na jhukne ka
apne nischay per atal rehne ka
hamesha sachhai ke saath dene ka
apne usulon ko aham samajhne ka
EHSAAS hai SWABHIMAAN ka
kisi ko khwabon mei niharne ka
kisi ko chhune ka
kisi se do pal baat karne ka
EHSAAS hai ARMAANO ka
kisi ko dil mein rakhne ka
kisi ke sparsh ko pane ka
kisi ke humsafar banne ka
kisi per aitbaar karne ka
EHSAAS hai PYAAR ka
kisi ko khoon se sinchne ka
kisi ko loriyaan sunane ka
kisi se MAA kehalwane ka
kisi per matritva lutane ka
EHSAAS hai MAMTA ka, ek MAA ka
kisi per naraaz hone ka
kisi per roothne ka
kisi se bewajah shikayat karne ka
kisi ke naazon ko uthane ka
EHSAAS hai ABHIMAAN ka
kisi ke saamne na jhukne ka
apne nischay per atal rehne ka
hamesha sachhai ke saath dene ka
apne usulon ko aham samajhne ka
EHSAAS hai SWABHIMAAN ka
kisi ke saath simtnay ka
kabhi pyaar, kabhi krodh, kabhi prem, kabhi shodh
kabhi naraazgi per lagata avrodh
kabhi mamta, kabhi dridhta, kabhi mithya, kabhi saatvikta,
hai AAKASH sa phaila chadar, ek shabd EHSAAS ka.
kisi ka ho jane ka
kisi per apnay aap ko samrpit karnay ka
EHSAAS hai ek PATNI ka
kabhi pyaar, kabhi krodh, kabhi prem, kabhi shodh
kabhi naraazgi per lagata avrodh
kabhi mamta, kabhi dridhta, kabhi mithya, kabhi saatvikta,
hai AAKASH sa phaila chadar, ek shabd EHSAAS ka.
*****PALAK*****
7 comments:
This time I am speechless...
Pearl...
what to say ?
nothing
SPEECHLESS
Pankti
Awesome
just AWESOME
Rishi
Pal, aap ne in chand lines me jo ehsaas jataya hai.....wo waakayi mehsoos karne ki hi chij hai...
...Ravi
Samander aur ret,
shank aur seep
Kabhi boonde
kabhi moti
Zindagi yahi hai
Kabhi mil jati hai
Kisi mod par
Liked the flow and the picture it created
Have read ur all others but still have to comment on few. Will comment soon
is se suder rachna maine aaj tak nahi padhi palak ji ..
jo ehsaas jataya hai yaha wo ek purna ehsaas hai
atharv
Bonjorno, palak-khwahish.blogspot.com!
[url=http://cialisantr.pun.pl/ ]Acquistare cialis in Italia[/url] [url=http://viagrarier.pun.pl/ ]Comprare viagra generico[/url] [url=http://cialistagh.pun.pl/ ]Vendita cialis online[/url] [url=http://viagraenat.pun.pl/ ]Comprare viagra generico[/url] [url=http://cialisdkee.pun.pl/ ]Acquistare cialis in Italia[/url] [url=http://viagraycla.pun.pl/ ]Comprare viagra in Italia[/url]
Post a Comment