Meri soch ki udhan hai jahan talak,
Wahan tum hi tum ho,
Meri nazar ki had hai jahan talak,
Wahan tum hi tum ho,
Mera sehra hai jahan talak,
Barsaat tum hi tum ho,
Meri barsaat hai jahan talak,
Ghata tum hi tum ho,
Mere khawabon ka safar hai jahaan talak,
Har qadam pe tum hi tum ho,
Mere dil ki waadi hai jahan talak,
Har chehraa tum hi tum ho,
Mere chehre pe muskurahat hai jab talak,
Muskurahat tum hi tum ho,
Meri aankhon ki shararat hai jab talak,
Woh sharart tum hi tum ho,
Wahan tum hi tum ho,
Meri nazar ki had hai jahan talak,
Wahan tum hi tum ho,
Mera sehra hai jahan talak,
Barsaat tum hi tum ho,
Meri barsaat hai jahan talak,
Ghata tum hi tum ho,
Mere khawabon ka safar hai jahaan talak,
Har qadam pe tum hi tum ho,
Mere dil ki waadi hai jahan talak,
Har chehraa tum hi tum ho,
Mere chehre pe muskurahat hai jab talak,
Muskurahat tum hi tum ho,
Meri aankhon ki shararat hai jab talak,
Woh sharart tum hi tum ho,
Mere pyaar ka wajood hai jahan talak,
Wahan tum hi tum ho,
Meri aarzoein bikhrein hai jahan talak,
Woh umeed tum hi tum ho,
Mere dil ki khusiyan hai jahan talak,
Woh sapne tum hi tum ho,
Meri nazar mein chandni hai jahan talak,
Woh roshni tum hi tum ho,
Meri umeed ki kirne hai jahan talak,
bus tum hi tum ho.
Wahan tum hi tum ho,
Meri aarzoein bikhrein hai jahan talak,
Woh umeed tum hi tum ho,
Mere dil ki khusiyan hai jahan talak,
Woh sapne tum hi tum ho,
Meri nazar mein chandni hai jahan talak,
Woh roshni tum hi tum ho,
Meri umeed ki kirne hai jahan talak,
bus tum hi tum ho.
PALAK
6 comments:
hi pal
nice poem as well as nice snap..
keep posting..
always waiting for ur new posts..
bahot satik likha hai..
Pearl...
Bahut hi accha likha hai tumne palak!! Yeh …. kithi ajib si baat hai ki zindgi mein …. aksar … achanak …. kuch aisa ghat jata ahi jiski hamme khabar tak nahi hoti, bhanak tak nahi lagti. aur yaaden …. umar bhar ke liye dil main bas jaati hai.
.....raj
palak
nice post .. for whome u wrote such a lovely poems.. is there anyone or just your hobby...
unknown
Very sweeeeeeet Pal,
Dard se hath na milate to or kya karte,
Gam ke aansoo na bahate to or kya karte.
Usne maangi thi humse roshni ki dua,
Hum khud ko na jalate to or kya karte.
.....RS
Unknown
jaruri nahi ki koi ho tab hi hum kuch likh saktay hai this not for someone ... just my hobby ...yes i like to write and thru to this blog i m able to publish good poems and good thoughts..
Palak
Post a Comment