Thursday, July 29, 2010


ये उल्फतें भी अजीब हैं ये चाहतें भी अजीब हैं
कभी मिल के भी दूर हो कभी पास हो कर भी ना मिल सके
कभी याद आई तो बेशुमार कभी रो देये तो बेहिसाब
ये दिलो की हालतें भी अजीब हैं ये साज़िशें भी अजीब हैं..
कभी रंजिशें,कभी दुरियन,कभी मजबूरियां.
ये उलझनें भी अजीब हैं,ये मुश्किलें भी अजीब हैं..
ये ख्वाहिशे भी अजीब है ये हसरते भी अजीब है

3 comments:

raaaj said...

hi palak....... bahut dino ke baad "Dil apna aur preet parai" ka yeh khoobsoorat geet phir se yaad aa gaya..

Ajeeb daastaan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzile hai kaunsi
Na voh samajh sake na hum) - 2
(Yeh roshni ke saath kyoon
Dhuaan utha chiraag se) - 2
Yeh khwaab dekhti hoon main
Ke jag padi hoon khwaab se
Ajeeb daastaan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzile hai kaunsi
Na voh samajh sake na hum
(Mubaarakein tumhe ke tum
Kisi ke noor ho gaye) - 2
Kisi ke itne paas ho
Ke sab se door ho gaye
Ajeeb daastaan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzile hai kaunsi
Na voh samajh sake na hum
(Kisi ka pyaar leke tum
Naya jahan basaaoge) - 2
Yeh shaam jab bhi aayegi
Tum humko yaad aaoge
Ajeeb daastaan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzile hai kaunsi
Na voh samajh sake na hum....

sunil said...

Aey dile nadaan....hum bhatkte hai... kyun bhatkte hai.... keh nahi sakte.....kiska armaan hai!!

woh jab nahi hote..ji bhar ke baatein ki unse..man hi man mein...jab wo saamne aaye ko "alfaaz" nahi mile!!!

Anonymous said...

ye dil bhi kuch ajib hai..kuch tum bhi ajib ho kuch hum bhi ajib hai..sab samajh ke bhi na samjhe ye dil bhi kitna ajib hai..

nice one..!!
Snkr..