Ye taro ka chamakna, Ye raat ki khamoshoi, Ye sard hawao ki thandak, Madhosh kar dete hai dil, Kash tum yaha hote! Kash tum yaha hote!
Ye Tanhai ka aalam, Ye Berukhi ka mausam, Ye darde mohabbat ka nagma, Bechain kar deta hai dil, Kash tum yaha hote! Kash tum yaha hote!
Ye hasin mausam ki athkheliyan, Falak pe moti jaise taro ki faili roshni, Madmast hawao ke khusshnuma jhoke, Na jane ku acche ni lagte, Na malum dil ko ni bhate, Kash tum yaha hote! Kash tum yaha hote!
2 comments:
http://sandeepdubeyfaizabad.blogspot.in/2013/05/kash-tum-yaha-hote.html
Ye taro ka chamakna,
Ye raat ki khamoshoi,
Ye sard hawao ki thandak,
Madhosh kar dete hai dil,
Kash tum yaha hote!
Kash tum yaha hote!
Ye Tanhai ka aalam,
Ye Berukhi ka mausam,
Ye darde mohabbat ka nagma,
Bechain kar deta hai dil,
Kash tum yaha hote!
Kash tum yaha hote!
Ye hasin mausam ki athkheliyan,
Falak pe moti jaise taro ki faili roshni,
Madmast hawao ke khusshnuma jhoke,
Na jane ku acche ni lagte,
Na malum dil ko ni bhate,
Kash tum yaha hote!
Kash tum yaha hote!
Post a Comment